Azadari By Hujjatul islam sayyid mohamad moosvi


uvs060904-001.jpg

Hujjatul islam sayyid mohamad moosvi

 

Azadari Guide

As salam o alikum,

Last year In mumbai india some so called shia started to create doubts in our mind regarding azadari and shia practices. Hujjatul islam sayyid mohamad moosvi on his visit asnwered all the questions on phone which was a live telecats and was open for all the shia ne ali. I Request all the members to visit our video group..

http://www.youtube.com/group/shiastrength to read and listen these replies by Hujjatul islam sayyid mohamad moosvi .

Below i am direct link of these video with details.. you all are allowed to put your comment below each video. Be care full there are so many self made ulema now busy in creating doubts in our mind in the same way as enemies used to do..

1) Azadai alert 5 09:04

Reply of Question on azadari and other issues by hujjatul islam sayyid mohammad al moosvi.

1) ager aap ko der ho ki kisee nae aap pae jadu kiya hai toh 4 qul ki tilawat kijeeya, aur ayatal kursee 7 baar rooz aur isteghfaar zyada sae zyada kero.

2) ek idara ager deeni taleem deta hai uskae khilaaf awaaz uthaee ja sakti hai..Jawab nahin..

ager woh kuch ghalat seekhata hai toh ja ke usko keho ghalat hai usko theek kero… aur ager woh Allah , rasool , ahlulbaith ki taleem deta hai toh uski mukhalfat kerna ghalat hai balki haram hai.

3) msala in detail for talaq…

4) ager do relatives hain aur un main sae ek doosrae sae rishta rekhne ko taiyaar nahin hai toh doosra kya karae.

Reply…keep best possible relation even if the other is not intrested.. rishte daroon sae achchae relation rekhna wajib hai.
2) Azadai alert (zuljinaah) 01:45

1)Islam ki 5 batoon main sae ek wilayat hai… wilayat sae muraaad wilayat e ahlulbaith hai , wilayat e hakim nahin . hakim kaun hota hai, hakim zalim ho sakta hai. wilayat e ahlulbaith ek aham buniyaad hai.

2) sawaal … shabeeh e zuljinaah bana na kya jaez hai…. haan jaez hai kyoon ki her cheez jo yaad dilata hai masaeb e ahlulbaith..achcha hai, jo loog kehtae hain yeh achcha nahin hai..unsae ham keh deinge..kuch kehnae kae pehlae ilmi tahqeeq kero phir ulema sae rujoo kero baad main baat kerna. kyoonki her ek insaan ko yeh haq nahin kai ki in masloon pae baat kereae, khyallat ka izahaar kerae ager islam main research nahin hai, professional aalim ko hee haq hai in masloon pae boolne ka. aisae logoon ka fatwa dena ghalat hai.

3)Azadai alert (Alam, janab e khadija) 03:10

1)sawal.. Alam jis pae hazrath abbas ka naam na likha ho kya usko choomna jaez hai..

Jawab…Bilkul jaez hai..likhne ki zaroorat nahin hai..jab alam banaya geya..yaad dilane ko hazrath abbas ki toh naam ka likhna ya na likha koi farq nahin.

Ek aisee cheez jo hazrath abbas alamdar kae naam sae banaya geya , hala ki naam hai ya nahin hai..woh hazrath abbas kae naam sae mansoob hai, usko choomna, ehteraam kerna azadari ka ek hisaa hai, niyaat kae lihaz sae sawaab hai.

Her cheez jo azadari sae talluq rekhti hai usko anjaam dena sawaab hai..

2)janab e khadija e kubra.ne apni daulat islam ki khidmat main qurbaan ki hai.yeh sahee hai.

3) janab e mukhtaar haq pae thae, mujahid thae , ek buzurg shaksiyat thae, janab e mukhtaar nae imam husain (a.s) kae qatiloon sae badla liya hai aur jab imam e zainul abedeen (a.s) madinae main rehtae thae..jab janab e mukhtaar nae qatilan e imam husain(a.s) ke sar madina bheja aur jab imam ko khaber milee toh unhoone khushi ka izahaar farmaya aur logoon kae darmiyaan niyaz takhseem kiya, yanee khana takhseem kiya khushi main..

4)azadari alert 1 00:58

a) koondae ki niyaz achcha hai sawaab hai, ahlulbaith ki muhabbat main khilana sawaab hai.khana khilana , nazer ahlulbaith ki muhabbat main sawaab hai

5)ya ali madad By Syyeid moosvi 09:58

khutba on saying ya ali madad, shirk and taqwa.

6)Azadai alert (Alam, music) 02:36

a) sawaal..jo Alam pae paisa kharch hota hai usae israaf keh saktae hain..

jawaab…nahin keh saktae..jo paisa ham alam pae kharch kertae hain yeh azadari ka ek kaam hai aur azadari yanee deen ki khidmat hai. Alam pae niyaz pae paisa kharch kerna bahut achcha hai yeh toh deen ki taqweeyat hai.

b)kya zanjeer zani, qama zani jaez hai?

jawaab.. yeh sawaal aap logoon sae mat kijeeyae jab marja e taqleed ne khud jawaab diya hai..sarae marja e taqled jo najaf e ashraf main hain , us sabsae swaal kiya geya aur ek kitaab likhi gayee hai jis main 100 Aaalim ka fatwa hai ki azadari ka her kaam jaez hai.

c) kya imam (a.s) hakim ke kehne pae eid ul fiter mana ya kertae thae..?

jawab.. imam (a.s) haq ko batil nahin ker saktae. haq ..haq hai.. mager riwaet hain hai ki imam jafer e sadiq (a.s) kae zamane main hakim zalim jiska naam masoor tha usne hukm diya ki aaj eid hai aur dhamki dee usko qatel kiya jaega jo eid nahin manaega toh imam (a.s) nae logoon ko taqaiya ka sabaq seekhaya. isliya haq…. haq hai..batil…batil hai..taqaiya ki baat alag hai.

d) kya music kae saath nauha padha ja sakta hai?

jawaab.. Haram music kae saath quran ki ayat padhna bhee haram hai… nauha bhee haram hai.. music toh haram hai.yeh ek gunaah hai.

7)Azadari alert (Janabe qasim marriage) 01:04

a) hazrath e qasim kae nikaah kae barae main jo logg kehtae hain nikaah hua hai. kya sahee hai..

jawaab… Ab yeh sawaal kae jawaab main ulema ager kehae sahee hai ya koi kahae sahee nahin hai toh hamaree aur aap ki zindegi main shak paida kerna us sae kya faeda hoga..us sae kya mazhab ko koi faeda hoga.. ham imam husain (a.s) ki hazrath qasim ki aur ahlulbaith ke her fard ki azadari ham kertae hain.,ab shak paida kerne sae kya faeda hoga ..kya namazi zyada hoonge, mazhab main taqat hogi. yeh shak paida kerna muzir hai aur jo shak paida kertae hain unsae keh deejeeyae ki jo shak muzir ho paida na kerein. yeh mera kehna hai.

http://www.youtube.com/group/shiastrength

https://smma59.wordpress.com

https://smma59.wordpress.com/tag/azadari-guide

Syed Mohammad masoom abidi

Published by S.M.Masum

Retired Banker, India

4 thoughts on “Azadari By Hujjatul islam sayyid mohamad moosvi

  1. salams..

    mashhallah..very nice work…
    A book titled Azadari Az deedgah-e-marajiyat contains the fatawa of 100 mujtahid from iraq.. following are a few from the book:

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 99

    Allama Shiakh Khizar ibn Ashkal in Abwab ul Jinan
    All the marasim of Azadari are permissable even if there is a danger to ones
    life.

    —————————————–

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 102

    Shaikh Mohammad Hussain Aalay Kashiful Ghita
    Matam-e-Zanjeer ‘o’ Qama is Mustahab

    —————————————————————

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 107

    Agha Sadiq Roohani ( Maraja Taqleed )
    It is permissable even if there is a definate danger to ones life. these are
    all Shiar-e-Hussaini which we have been ordered to follow

    —————————————————————–

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 137

    Shaikh Abdul AKreem Al Hairi
    As far as the matter of using knifes etc is concerned if there is no danger
    to ones life it is permissable and no one has any right to declare it
    otherwise or forbid it.

    ———————————————————————

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 159

    Syed Shahab ud deen Marashi

    All tyoes of matam including Zanjeer and Qama are Jaiz and in present time
    it is necessary and is responsible for increase in Thawab.

    —————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 198

    Syed Taqi Tabatabai Qummi

    All forms of Matam are jaiz including Zanjeer and Qama zani – it wont be
    wrong if i say that it is Wajib Kifai. some people who say against these
    things which is resulting in doubts about it are absolutely wrong infact
    statements like these are haraam.

    —————————————————————————-
    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 202
    Agha Nasir Makaram ShiraziIt is Jaiz and there is no doubt about it. At some
    times it also becomes Wajib.

    —————————————————————————-
    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 225

    Agha Mohiuddeen Mamqani
    The Marasim in the mourning of Imam Husaain are compulsory in every time in
    every place.

    —————————————————————————-
    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 261

    Agha Syed Mohammad Ali Kazmaini Burojardi
    All marasim-e-Aza are not only Jaiz or Mustahab but are compulsory

    —————————————————————————-
    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 92 93

    Agha Syed Murtaza Ferozabadi
    It isWho ever says any thing against any Marasim-e-Aza or tries to give any
    daleel against it is surelyf ar away from deen, ignorant and his legitimate
    birth is doubtful.
    ————————————————————————-
    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 97

    what ever Agha naeeni has said regarding permissibility of Matam-e-Zanjeer
    and Qama is without doubt HAQ and no one will question it unless he is
    SHAKKI in Nature.

    ======================================================
    THIS IS THE MAIN PART – PLEASE READ CAREFULLY – THESE ARE THE VERDICTS OF
    MARAJAS AGAINST ULLAMA SOO WHO SAY THINGS AGAINST MATAM-E-ZANJEER AND QAMA –
    PLEASE NOTE THAT WHAT TITLES THESE MARAJAS HAVE GIVEN TO ULLAMA SOO WHO SAY
    THAT BLOOD LETTING IS FORBIDDEN .
    =====================================================

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 162

    Agha Syed Mohammad Sadiq Rouhani
    Who ever is in the shia community, it is WAJIB on them to do Seena Zani and
    Zanjeer Zani and other Marasim-e-Aza. Believe me that the trumpets that are
    blowing these days against seena zani and zanjeer zani with knifes etc which
    says its not a good thing to do and against shariah – these are all tableeg
    of ” Agyaar ” and ” Ullama Soo” who have been sold out agianst a few coins,
    these are ” enemies of Deen”.

    ————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 189 , 190

    Agha Syed Karamtullah Malik Hussaini

    Who ever opens his mouth against Marasim-e-Aza which includes seena zani and
    Zanjeer zani etc should be rejected thinking that he is an agent of anti
    islam forces. He is a Fitna and enemy of Islam

    —————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 192

    Agha Syed Kazim Mar’ashi

    What ever Ustaad Mohtaram Agha Naeeni has said in favour of Matam Zanjeer,
    Qama and other types of marasim-e-azadari is absolutely correct and there is
    no doubt in that. But the enemies of Deen and the ones who have been
    misguided by shaitan laeen who have started tableeg agaisnt these things
    should be rejected by all shias and shias should not take anything from them
    and should not accept his influence in any thing

    —————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 193

    Agha Shiakh Ali Ghazi Shoharwardi
    Who ever is a munkir of Azadari and marasim-e-azadari including blood
    letting is munkir-e-zarooriyat-e-deen.

    —————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 208

    Agha Syed Mohammad Mahdi Moosvi Khalkhali

    Who ever raises doubts about Marasim-e-Aza including Matam-e-Qama etc are
    suffering from ” soo-e-Feham ” and have BAD INTENTIONS.

    —————————————————————————-

    Azadari Az deedgah-e-marajiyat page 210

    Agha Ali Panah Ishtehardi
    Who ever put up hurdles in the way of azadari and Marasim-e-Azadari have
    shajrah-e-khabeesa and are the ones who have promised to oppose Aalay
    Mohammad .

    Like

  2. As salam u alikum
    Today i would like to share one reply from hujjatul islam sayyid mohamad moosvi…on the matter of the sermons of Martyr Ayatullah Murtada Mutahhari..

    Question ……..

    Question: Assalamun Alaykum Few days ago I did read the Sermons of Martyr Ayatullah Murtada Mutahhari called ‘Ashura – Misrepresentations and Distortions. And I shocked that Hadhrat Qasim was not married in Karbala and other stories fabricated about the Karbala. So from where I can get authentic narrations/story of Karbala? Because in India and Pakistan these types of stories are very common in Majlisis. And tell me what our scholars are doing to prevent this? Because if whatever written in the sermons of Martyr Ayatullah Murtada Mutahhari than these things are very big sins. I m confused now please immidiately guide me to authentic book or source about the Karbala

    ——————————————————————————–
    Answer: Assalamu alaikum wr wb Different opinions about hisorical events should not make us confused. Many historians say that Hadhrat Qasim got married in Karbala as it is recited in Majlises, so, we do not take one scholar’s statement for granted like Quran or Ma’sooms statements. Many books contain details of the tragedy of Karbala in cluding Bihar al Anwar by Majlisi, Maqtal Abi Makhnaf, Maqtal al-Khawarizmi, Al-Lohoof by Ibn Taawoos and many other books. We should not make such matters (like the marriage of Hadhrat Qasim) as an issue causing dispute among Mo’mineen. We should focus on mourning the tragedy, getting its great aims and teaching ourselves and others the great lessons of self purification and justice. Even if one can prove that a certain incident did not happen in Karbala, we should always have the possibilty of other scholars reaching to a different result, so, we do not make it an issue of dispute, unless it carries an insult to our respected leaders and our high values of Islam.

    Wassalamu alaikum wr wb Mohammad al-Musawi
    http://www.themaliks.co.uk/wabil/asp/viewQuestion.asp?faq=2304

    i hope people will understand whjat he said? and who are those who create doubts in minds of momineen and create dispute among us..
    wassalam

    Like

  3. Alhamdolilah am so glad to get the refrences of Azadari az deedgah… i was looking for it. Actually one person (resident aalim) came to our city of Dar es Salaam, Tanzania. He said Zanjeer with blades and Tatbir(qama) and Khandaq(walking on Fire) Bidda’h. We gave him so many exapmles but of no use and youths were taking his words seriously, he said even about veil of Bibi Zainab a.s. not snatched , we provided proofs but he said Zaief riwayah anyways we are glad to have it.

    Like

Leave a comment

Dehlidarvesh

Dastāñ Barresagēr Ki

हमारा जौनपुर

शिराज़ ए हिंद

WordPress.com News

The latest news on WordPress.com and the WordPress community.

यही है वह जगह

काशी विश्वविद्यालय और बनारस पर

Kashifiat's Blog

Observations, Feelings & Emotions

Message of Peace

Peace, Brotherhood and Humanity....